Hasbi Rabbi Jallallah Lyrics
Hasbi Rabbi Jallalallah Mafee Qalbi Gayrullah
Noore Muhammad Sallalallah Lailaha Illalallah

Tere Sadqe mein Aaqa Sare jahan ko deen mila
Be deenon ne kalma padha Lailaha Illalallah
Hasbi Rabbi Jallalallah Mafee Qalbi Gayrullah
Noore Muhammad Sallalallah Lailaha Illalallah
Simte Nabi Bu Jahal Gaya Aaqa Se Usne Ye Kaha
Gar Ho Nabi Batlao Zara Meri Muthi Me Hai Kya

Aaqa Ka Farman Hua Aur Fazle Rehman Hua
Muthi Se Pathar Bola La Ilaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallalallah Mafee Qalbi Gayrullah
Noore Muhammad Sallalallah Lailaha Illalallah
Apni bahen se bole Umar Ye to bata kya karti thi
Mere aane se pahele kya Chupke chupke padti thi

Bahen ne jab Quran pada Sunke Kalam e paak Khuda
Dil ye Umar ka bol utha Lailaha Illalallah
Hasbi Rabbi Jallalallah Mafee Qalbi Gayrullah
Noore Muhammad Sallalallah Lailaha Illalallah
Wo jo Bilale Habshi hein Sarwar e Deen ka pyara hai
Duniya ke har Aashiq ki Aankhon ka wo Taara hai

Zulm huye kitne un par Sine per rakha patthar
lab per phir bhi jari tha Lailaha Illalallah
Hasbi Rabbi Jallalallah Mafee Qalbi Gayrullah
Noore Muhammad Sallalallah Lailaha Illalallah
Duniya Ke Insan Sabhi Shirk O Bid’at Karte The
Rab Ke The Bande phir Bhi Buth Ki Ibadat Karte The

Buth Khaane Hai Tharraye Mere Nabi Hai Jab Aaye
Kehne Lagi Makhlooq E Khuda La Ilaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallalallah Mafee Qalbi Gayrullah
Noore Muhammad Sallalallah Lailaha Illalallah
Gulshan Kalma padte hein Chidiya Kalma padti hai
Duniya ki Makhluk sabhi Zikr Khuda ka karti hai

Kehte sabhi hein Jinno Bashar Kehta Shajar hai Kehta Hajar
Kehta hai Patta Patta Lailaha Illalallah
Hasbi Rabbi Jallalallah Mafee Qalbi Gayrullah
Noore Muhammad Sallalallah Lailaha Illalallah
Discover more from Ammar Asad Official
Subscribe to get the latest posts sent to your email.